Tajdar E Haram Full Video | Satyameva Jayate | John Abraham | Manoj Bajpayee


Song: Tajdar E Haram. Singer: Wajid. Music: Sajid Wajid. Lyrics By - Danish Sabri. Theme Designed, And Arranged By - Sajid Wajid. Song Programmed By - Aditya Dev. Sajid Wajid’s Assistant, - Ashish Sehgal & Rahul Kothari. Mix Assistant Engineers, - Michael Edwin Pillai Song Mixed And Mastered, By Eric Pillai (Future Sound Of Bombay).


Lyrics-

Sung by Atif Aslam, Kismat mein, meri chain se jeena likhde, Doobe na kabhi mera, safeena likh de, Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye, Aye kaatib-e-taqdeer, madina likhde, Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam, Hum ghareebon ke din, bhi sanwarjayenge, Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam, Haami-e-bekasaan kya kahega jahan, Aapke darr se khaali agar jayenge, Tajdar-e-haram, Tajdar-e-haram, Koi apna nahi gham ke, maaray hain hum, Aapke darr pe faryaad, laaye hain hum, Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum, Aapka naam le le ke marjayenge, Tajdar-e-haram, Tajdar-e-haram, Kya tumse kahoon, aye Arab ke kunwar, Tum jaanat ho mann ki battiyaan, Darr furqat toh aye ummi-laqab, Kaate na katath hai ab rattiyaan, Turi preet mein sudbud sab bisri, Kab tak ye rahegi beqabri, Daah-e-ka pigan duzdi da nazar, Kabhi sun bhi toh, lo humri battiyaan, Aapke darr se na, koi khaali gaya, Apne daaman ko, bhar ke sawaali gaya, Ho habeeb-e-hazin par, bhi aaqa nazar, Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge, Taj dare haram, Taj dare haram, Maikashon aao aao, madine chalen, Aao madine chalen, chalo madine chalen, Aao madine chalen, Isi mahine chalen, Aao madine chalen, Haj ke mahine chalen, Tajalliyon ki ajab hai, fazaa madine mein, Nigah-e-shauk ki hai, inteha madine mein, Gham-e-hayat na, khauf-e-khazaa madine mein, Namaz-e-ishq karenge, adaa madine mein, Barah-e-raas hai, raahe-e-khuda madine mein, Aao madine chalen, chalo madine chalen, Aao madine chalen, Isi mahine chalen, Maikashon aao aao madine chalen, Dast-e-saaqiy-e-kausar, se peene chalen, Yaad rakho agar, uthgayi ek nazar, Jitne khaali hai, sabb jaam bharjayenge, Tajdar-e-haram, Tajdar-e-haram, Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr, Sakht mushkil hai, aaqa kidhar jayen hum, Ap hi na garr na lenge, hamari khabar, Hum musibat ke ,maaray kidhar jayenge, Tajdar-e-haram, Tajdar-e-haram, Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana, Dast-e-hama, bechara ra, Daama tuhi, pursa tuhi, Mann aasiyam, Mann ajizam, Mann bekasam, Haal-e-mara, Pursa tuhi, pursa tuhi, Aye mushtub-e-zambar fishaan, Paike naseem-e-sub haram, Aye charagar insanafas, Aye musliheh beemar-e-gham, Aye qaasid-e-parkhundapaye, Tujhko usi gul ki kasam, Ibnil tayari has saba, Yauman ila-ar-dil-haram, Ballib salami roza tann, Fi-han nabi-al-mohtaram, Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam, Hum ghareebon ke din, bhi sanwarjayenge, Haami-e-bekasaan, kya kahega jahan, Aapke darr se, khaali agar jayenge, Tajdar-e-haram, Tajdar-e-haram.

Comments

Popular

Mujhe pine do || Darshan Rawal rock lyrics

MERE WALA SARDAR LYRICS | MUCHH WALA ROBH WE | NEW PUNJABI SONG